Bezaar dil

Behelte hai bezaar dil ab kahan,

aqalmand hone ka ho chala hai gumaan

badalte jahan ne bhoola diya tha kuch,

woh musqurahat, woh masoomiyat ab kahan

Umeedon ki tarkash kab thi sambhalti

Itne hue Soorakh-e-par, udkar jayein ab kahan


--anand rajwanshi

Comments